Last updated 25th May 2007 A transcript of soundfile 'Guru Dev Satsang Part 3 of 4' (gd03_3of4.mp3) of Swami Brahmanand Saraswati is currently being made. The following is in Itrans which can easily be converted into Devanagri text with the help of the free program Itrans99. Any assistance, comments, or/and translation work welcome to premanandpaul@yahoo.co.uk 21 to hama muula to nahiiM jaanate kevala sabuuta ke uupara mithyaavaadiyoM ke saatha , hama usako sajaa de diyaa isali{}e jo mithyaavaadii saakShii hai usake saakShyatva hii usake . - - - kevala peTa ke li{}e yamaraaja kaa pii.Daa karanaa achchhaa nahiiM . ye janama se hamaare yahaaM aadesha hotaa hai ki kevala peTa ke li{}e - kyoMki jana samasta - - - parantu peTa hii to hai . vetana paa{}oge , rupayaa paayaa , --- kha.Daa to kiyaa , khaayaa - pakaayaa , soyaa , phira sabere baiMka , kachaharii juTa gayaa phira kachaharii meM . isiili{}e balki hamaaraa to kahanaa ye hotaa hai ki sTeshana para palledaarii kara lenaa achchhaa aura jaja honaa achchhaa nahiiM . ----- ki mahaaraaja hama logoM ko to ba.Dii vaasanaa rahatii hai isakii . kahiiM jaja ho gaye to ba.De prasanna hote haiM . ko{}ii vakiila 22 agara kahiiM , kalakTara - - - kahiiM jaja ho gayaa to apane --- uuna letaa hai ki pahale haiM ' hujuura '-' hujuura ' kahaa karataa thaa , aba mere saamane hujuura - hujuura kaheMge saba . kyoM ki hujuura - hujuura hujuuraM bolate - bolate aba maiM bhii hujuura bana jaa{}uMgaa . to aisii vaasanaa isa saMsaara meM hai , ina vaasanaa{}oM ko pravR^itta ho kara ke manushhya maharshhi loga trikaalaGYa hote haiM . achita anuchita kaa vichaara kahii karataa . * * * chaara hajaara tanakhaaha hogii aapakii sau rupaye hogii kintu usakii jimmedaarii kitanii hai kii anaayaasa daNDa de denaa , isali{}e ina logoM ko * * * aisaa nahiiM , yogya honaa chaahi{}e jajoM ko . yaha samajha lo yadi hamako yaha maaluuma pa.Da jaaya ki yaha kesha jhuThaa hai , to saba kuda kaagaja meM pratiita hote hu{}o bhii hama lekhanii se usako barii kara sakate haiM . yadi hame praaNaanta daNDa dene kaa adhikaar hai to hama apane lekhanii se barii bhii kara sakate haiM , alaga kara sakate haiM para hama jaanate nahiiM hai mithyaa kaagajoM ke sabuuta ke uupara maatahata adaalata ne sajaa kara dii , praaNaanta daNDa de diyaa apiila meM bhii vahii kaagaja , ghasiiTaa gayaa to kyaa rahaa usake andara , yeM to aapake * * * ki yadi ** jaja bhii to ko{}ii hogaa . yaha kahanaa hamaaraa nahiiM kii ye kachaharii TuuTa jaaya , ye to samaya * * * jo trikaalaGYa hotaa hai , trikaalaGYa do prakaara ke hote haiM - eka * * * , eka paramaatmaa hote haiM . maharshhi mata loga netra janya ho sakate haiM , aura paramaatma svayaM trikaalaGYa hote haiM . 23 parantu aanarerii aanarerii , lokala vaadii nahiiM . maharshhi loga aise - aise padoM para rakhe jaaya to kabhii anyaaya nahiiM ho sakataa . parantu maitara naukara to hoMge nahiiM kisii ke ; nahiiM ho anyaaya ne loga , kyoM ki paramaatmaa ke naukara ho chuke hai haiM isase unakaa svaamii kauna hai ? jisake ve naukara baneMge yahii sukha * * * aMtaryaamii paramaatmaa na he to kuda kara nahiiM sakataa sacha to yaha hai korTa ke jano kii taraha se - jaisaa sabuuta denaa taisaa kara degaa . itanaa ba.Daa anyaaya paramaatmaa ke yahaaM nahiiM ho sakataa hai . vaha antaryaamii hai aura vyaapaka hai . to vyaapakataa maatra se sattaa maatra hai vo . vyaapaka hai to ise kevala vyaapakataa kaa adhishhThaanataa hai . adhishhThaana vo kahaataa hai - jaise ki - kursii para hama baiThe hu{}o haiM , yaha hamaaraa adhishhTheya hai . hama adhishhTheya haiM . ye sabhii hamaaraa adhishhTheya hai . adhishhThaana hai ye kursii . isali{}e jahaaM para adhishhThaana eka se jagata meM vyaapaka hai . adhishhThaana kii lakShaNa kiyaa hai - " sakalaa sura vipra prashaananbha - adhishhThaatdattama " ( adhishhThaanataa kyaa hai ? shatru - sattaa aura shoshhita hii pradhaanatahi adhishhThaanataa ho .) sattaa - surya , sattaa - vR^ikSha aura shariira meM jo hala chala hotii hai , chetanaa karatii hai the shoshhita hai . yadi sattaa sattaa suurya hii detaa hi paramaatmaa , kii takhta se jaise - takhata meM kR^ishhaka ko jota dete hai , baila meM gaa.Dii - gaa.Dii meM 24 baila ko jota dete haiM loga aisaa nahiiM jagatR^itva meM hai . kevala sattaa kursii denaa hii usakii adhishhThaanata hai , prerakataa hai . aura yadi ko{}ii kahe ki paramaatmaa hii preraka hai nahiiM hai ki jaise gaa.Dii meM bailoM ko jota diye jaate haiM , hala meM baila jota diye jaate haiM , isa - prakaara kaa prerakatva nahiiM hai . kevala sattaa , kursii denii hii prerakta hai paramaatmaa kii . isii se hamaare yahaaM jagata ko mithyaa kahate haiM . jagata mithyaa hai , aura paramaatmaa meM hii jagata adhyakta hai , kalpita hai , kalpita chiija kii sahaja sattaa nahiiM hotii . ye baata jo hama kaha rahe haiM - vedaanta ke siddhaanta kaa anuvaada kara rahe haiM . kyoMki alaga darshanoM kaa alaga mata hai . kintu isa samaya jo hama bola rahe haiM ye shuddha vedaanta kaa vishhaya hai vedaanta isa prakaara se maanataa hai . vo sattaa , aura kursii denaa chintana jagata kaa kaarya hai ; aura jagata kaa sachaalana jo ho rahaa hai , ye chaitanya deva kii hii , usii kaa guNa hai the . de khi{}e isa prakaara se hai - loga bahuta kahaa karate hai ki paramaatmaa hii saba karavaataa hai - aisii baata nahiiM hai . paramaatmaa kisa prakaara se karavaataa hai , dekhi{}e jaise isa - prakaara - yahaaM para shubha - karma ashubha - karma karane ke li{}e , kahii vaha kisii ko kaha nahiiM rahaa hai ki tuma chorii - Daakaa karo , yaa vyabhichaara karo yaa varjita anna kaa sevana karo yaa joga - samaadhi karo , aisaa kuchha bhii nahiiM kaha rahaa hai kevala isa prakaara se vyaakta ko GYaana ho rahaa hai . to shaasakatva jo hai kevala GYaana hai , aGYaana ho gayaa aapako aba 25 apane kartavya - akartavya kaa aap vichaara kareM . jiiva svatantra hai karma karane ke li{}e jiiva karma karane meM paratantra nahiiM . phala bhogane meM paratantra hai . jiiva ko karma karane meM bhii paratantra maanoge to ki tantra meM rahengaa ? paramaatme ke tantra meM to rahegaa . paramaatmaa jo hai unhii ke adhikaara meM hai karma , unhii kii preraktaa se karma karataa hai , taba to paramaatmai aparaadhii hotaa hai , kisii se yaGYa karavaanaa - kisii se chorii karavaanaa . to ye to saba anartha kaa muula paramaatmai hai . asalii jiiva karttaa svatantra hai . karma karane meM svatantra . taba parmaatmaa * * * kartaa alaga samajhaa jaataa hai . alaga maananaa hii pa.Dataa hai . isa prakaara kii , kisii prakaara kii gulaamii nahiiM hai . kevala aapako sujhaava detaa hai . isa prakaara se ki aapako shubhaashubha karma kara sakate haiM . aba hamaare yahaaM karma ke sambandha meM kevala paatra hiiM pramaaNa , veda hii pramaaNa hai . paaMcha prakaara ke karma maane gaaye haiM . chaara to hi nihita hai . eka avihita hai . paaMcha prakaara ke karma haiM . " nitya karma , naimittika , praayashchitta , kaamya karma , nishhiddha , nitya karma , naimittika karma , praayashchitta karma , kaamya karma " ye paaMcha prakaara ke karma karane ke li{}e shaastra parantu nishhiddha karma karane ke li{}e shaastra kabhii bhii aadesha nahiiM . nitya karma avihita hai . aura chaara prakaara - ke karma 26 vihita haiM . nitya karma kyaa hai ? - saMdhyaa , vandana aadi . saMdhyaa hai . dvijaatiiya jaataka aadi ke li{}e saMdhyaa hai , gaayatrii kaa japa hai . para jo loga gaayatrii japa ke adhikaarii nahiiM maane jaate veda - shaastraanusaara unake li{}e bhagavad naama smaraNa hii nitya karma hai . unhe khaalii nahiiM rahanaa hai , balki ye hii ko{}ii bhagavaana kaa naama japanaa chaahi{}e . nitya karma , praataH kaalaH uTho , pR^ithvii ko namaskaara karo , " kaalaH sattaM samastameva ." nitya hii praataHkaala uTha kara ke pR^ithvii ko vandana karo . taba pR^ithvii para charaNa dharo . usako namaskaara kara ke . yaha hamaare yahaaM bhaarata kii jo hai sabhyataa hai . dina bhara pR^ithvii para rahanaa hai aapako , mala , muutra aadi karanaa hai . saaraa prapaMcha aapako pR^ithvii ke uupara karanaa hai . isa vaaste pR^ithvii ko namaskaara pahale . pR^ithvii ke pashchaata yadi maataa - pitaa jiivita haiM to maataa kii charaNa - sparsha karo , pitaa kaa charaNa sparsha karo - " Maatru devo bhava , pitru devo bhava " maataa - pitaa kaa vandana karo . isake pashchaat " aachaarya devo bhav ". shuru yadi haiM to unakaa charaNa sparsha karo . nahiiM haiM to unake shishhya namaskaara karo . shishhya bhii nahiiM hai to maanasika praNaama karo jisake abhii taka guru nahii hai , to bhagavaana to " gururra brahmaa , gururvishhNu , gururdevo maheshvaraH guruH saakShaat prabrahma tasmai shrii gurave namaH " 27 ye saba , sabakaa shuru kaa shuru paramaatmaa brahma hii hai unako praNaama karo . ye hamaare yahaaM kaa nitya karma hai . ye maataa kaa vandana karanaa , pitaa kaa vandana karanaa . kyaa hogaa maataa - pitaa putra ke vandana karane se bahuta ba.De more - phuule nahiiM ho jaate . putra jaa ke maataa kaa charaNa sparsha kare to maataa jo hai bahuta lambii - chau.Dii nahiiM ho jaatii hai . vo prasanna ho jaatii hai . aashiirvaada devii hai . taba usake aashiirvaada se putra jo hai taba aage ba.Dhataa hai apane kaaryoM meM . jiiva ko aashiirvaada lenaa chaahi{}e . pahale maataa kaa aashiirvaada lo usake pashchaata pitaa kaa aashiirvaada . phira aachaarya kaa aashiirvaada lo . ye aashiirvaadoM se aapa logoM kii vR^iddhi hogii . isali{}e , aba isa para ko{}ii udaaharaNa denaa hai aashiirvaada hii se hama kaise maane ki hamako udaaharaNa kyaa hai ki kevala aashiirvaada hii se hamaaraa kalyaaNa ho jaayagaa . to hama udaaharaNa dete haiM ki jaise kamaTha , kuurmi aura matsya - - - - - Return to webpage http://www.paulmason.info/gurudev/recordings.htm